महर्षि दयानंद शिक्षा महाविद्यालय महाराजपुर जिला छतरपुर मध्य प्रदेश पिन कोड 471 501 mdcemah@gmail.com
Session: 2026-2027 +91 9826285 402

About Our College

Nurturing Excellence in Teacher Education since years.

Campus
Approved by NCTE
Welcome to MDSM

Maharishi Dayanand Shiksha Mahavidyalaya

Hamara college ek premier institution hai jo teacher education (B.Ed.) mein excellence ke liye jana jata hai. Hum students ko sirf academic knowledge hi nahi, balki modern teaching skills aur moral values bhi sikhate hain.

  • Affiliated to Maharaja Chhatrasal Bundelkhand University.
  • Dedicated to producing skilled and compassionate educators.
  • Focus on Practical Training and Psychology Labs.

Our Vision

Ek aisa shiksha tantra banana jahan har bhavi shikshak taknik aur sanskriti dono mein nipun ho.

Our Mission

Kushal aur naitik roop se mazboot shikshako ko taiyar karna jo desh ke bhavishya ko sanwar sakein.